Saturday 7 July 2012

Mojija wa jado ka fark


Mojija (miracal) wa jado me bari bhari fark hai ki mojija sidhe khuda ka kam hai jo bina kisi asbab k eek sache ki sachai ke liye wajud me atta hai aur wah kisi usool wa kanoon paradarit nahi hota ki ek kal ki tarha sikhya ja sake aur nabi ya rasool usse har samaye dikhane ki kudrat rakhte ho ya ki wiradi sachaye ke samne chunaoti ke tor par uske dikhane ki jaroorat pes na aaye aysi istithi me jab nabi khuda ki aor palata hai khuda ki aor se uska dikhne ki takat paida ho jati hai.
Jabki ek kala hai jisse uske nirdharit usool wa kaido ki pabandi ke sath har kalakar jadogar har samaye kam me lagata hai la sakta hai uske asbab yadipi aam logo ki nigaho se chipe hote hai lekin is kala ko janne wala isse parichit hota hai.

No comments:

Post a Comment