Ullma ka khatan hai ki jado wastao me ek thahya hai aur insane ko nukshan pahuchane wala asar rahta hai .allah ne apni hikmat wa masalhat ko samne rakhte hue iske andar insane ko nukshan pahuchane wala aserat rakhta hai jis prakar zahar ya anye nukshan pahuchane wale dawao me majood hota hai.
Yah baat nahi hai ki jadoo sawam kudrat te illahi se we niyaz hokar asar karne wala hai jado ko apne jaat ke aytebar se asar karne wali baat puri tarha kufre hai.
Issi wisay par ullama imamuddin bin kasir ne likha hai-
Wazir yahya al mujafar yayha bin mohammad bin hubaira ne appni book al ashrafi majahibul ashraf me puri ek adhyaye jado hi ke bare me rakha hai. Is adhyaye me unhone bayan kiya hai ki ullama ek din ki is baat par aam sahmati hai ki jao ki bhi tathyo ki tarha ek hakikat hai.
No comments:
Post a Comment