Saturday, 7 July 2012

Jinnat aur jado ka bayan


jadoo ka meaning sabd kosh me chupi baatoon aur chijo ka hai aur ilme hasiyat se jado kuch ajib si chijo wa kamo ka name hai jinke wajud me aane  ka sabab hamari aur aapki najro se chipa hai.
isse ham inkar nahi kar sakte ki jadoo ka sidha taluuk jinnat se hai jinnat jamma hai jinn ka. jinn bhi insan ki tarha allah ki ek makhlook hai iske bare me quran me saaf likha hua hai. insan mitti se aur jinn aag se paida kiye gaye hai. jinn hi ki kom se saitan bhi hai jisne adam alleh hi sallam ko sajda na karke allah ki awagya ki aur fir baaki ban gaya . jinnat hi me kuch naik (muslim) hote hai. kuch bande sarif aur kuch saitan. ye saitan jinn hi jado ke sansthapak hai.
ham is blog me aage jinnat ke bare me vistar se bataege unke duwara kiye gaye jadoo ka illaj. jinno ko bas me karne ka tarika yadi sab bataya jayega. pehle ham kuch bayan jadoo ka karte hai.
Tafseer kabir me ibne raji (R.A) ne farmaya hai-
Sabd jado sariyat ki bhasa me asse kam ke liye khas hai jis ka sabab chipa ho aur asal hakikat ke khilaf khayal me anne lage.

No comments:

Post a Comment